• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dard Ki Dhup Dhale Gham Ke Zamane Jaen

Dard Ki Dhup Dhale Gham Ke Zamane Jaen

dard ki dhuup Dhale gham ke zamane jaa.en

dekhiye ruuh se kab daagh purane jaa.en

ham ko bas teri hi chaukhaT pe paḌe rahna hai

tujh se bichhḌen na kisi aur Thikane jaa.en

apni divar-e-ana aap hi kar ke mismar

apne ruThon ko chalo aaj manane jaa.en

jaane kya raaz chhupa hai tiri salari men

tu jahan jaa.e tire pichhe zamane jaa.en

rahen gumnam to bas tujh se hi mansub rahen

jaane jaa.en to tire naam se jaane jaa.en

dekh pa.enge un ankhon men udasi kaise

apne dukhḌe na ‘ziya’ un ko sunane jaa.en

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wo Raushni Dimagh Ko Dena KHayal Ki

jaun-eliya

Hamesha Qatl Ho Jata Hun Main

Dar TuTne Lage Kabhi Diwar Gir paDe

Harim-E-Jabr Mein KHamosh Bhi Raha Na Gaya

Naqqad Apne Aap Ka Be-Lag Aisa Kaun Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet