• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Ke Mile to Hum Donon Hi

Ab Ke Mile to Hum Donon Hi

ab ke mile to ham donon hi

ḳhud ki tujh se baat karenge

ḳhud ki ḳhud se baten kar ke

ham donon ukta bhi chuke hain

tere ḳhayalon men Duube to

duniya saari ghuum li ham ne

dar pe ik dastak jo hui to

ham ko ye ma.alum hua ke

kab se ham ghar aa bhi chuke hai

raton ko jagte rahna bhi

ḳhvabon se bachte rahna bhi

ankhon ki majburi hogi

ankhon ke qisse se ham to

apni aankh bacha bhi chuke hain

is mausam ka kya hai parson

narson ye bhi chal hi dega

ek gila bas tum se hai ki

us mausam men aa.e ho jab

ḳhud ko ham bahla bhi chuke hain

ghar ke har kone se ab bhi

mahak hamari chunte hoge

yadon ke pashmina se tum

kal ko pal-pal bunte hoge

lekin sach to ye hai sathi

ham to kab ke ja bhi chuke hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raushni Ban Kar Bikharne Ke Liye

akhtar-shirani

Aao Be-Parda Tumhein Jalwa-E-Pinhan Ki Qasam

Wo KHwab Hi Sahi Pesh-E-Nazar to Ab Bhi Hai

zehra-nigaah

Ye Udasi Ye Phailte Sae

noor-jahan-sarwat

Yun To Kahne Ko Hum Adu Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet