• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / sainkaDon Gul Hue KHush-Rang Chaman Mein Khil Ke

sainkaDon Gul Hue KHush-Rang Chaman Mein Khil Ke

poet

sainkaḌon gul hue ḳhush-rang chaman men khil ke

aḳhirash ḳhaak hue ḳhaak men sab rul-mil ke

jis ghaḌi yaar mira mujh se juda hone laga

ro.e ham ḳhuub tarah us ke gale mil mil ke

aah kidhar ko chale jaate ho chhoḌe tanha

ham-raho ham bhi musafir hain isi manzil ke

‘lutf’ ye sher kaha jis ne ajab sha.er tha

jis ke sunne se hue TukḌe hazaron dil ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pattharon Par Wadiyon Mein Naqsh-E-Pa Mera Bhi Hai

ali-sardar-jafri

Mere Khwab

ahmad-nadeem-qasmi

Gulon Mein Rang To Tha Rang Mein Jalan To Na Thi

poet

Main Zahr Rahi Har Sham Rahi

Dekhiye Haalat Ke Jogi Ka Kab TuTe Sharap

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet