• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dard KHamosh Raha TuTti Aawaz Rahi

Dard KHamosh Raha TuTti Aawaz Rahi

dard ḳhamosh raha TuTti avaz rahi

meri har shaam tiri yaad ki hamraz rahi

shahar men jab bhi chale ThanDi hava ke jhonke

tapte sahra ki tabi.at baḌi na-saz rahi

aa.ine TuuT ga.e aks ki sachcha.i par

aur sachcha.i hamesha ki tarah raaz rahi

ik na.e moḌ pe us ne bhi mujhe chhoḌ diya

jis ki avaz men shamil miri avaz rahi

sunta rahta huun buzurgon se main aksar ‘tahir’

vo sama.at hi rahi aur na vo avaz rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Mantiq-Ut-Tair – Hikayat Bar dar Shudan-e-Mansur-Hallaj

Dil Ke Andar Chalo to Achchha Hai

poet

Kaun Dil Hai Ki Tere Dard Mein Bimar Nahin

Hawa-E-Zindagi Bhi Kucha-E-Qatil Se Aati Hai

Haqaeq Ko Bhulana Chahte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet