• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Hai Mai-Kada Yahan Rind Hain Yahan Sab Ka Saqi Imam Hai

Ye Hai Mai-Kada Yahan Rind Hain Yahan Sab Ka Saqi Imam Hai

ye hai mai-kada yahan rind hain yahan sab ka saaqi imaam hai

ye haram nahin hai ai shaiḳh ji yahan parsa.i haram hai

jo zara si pi ke bahak gaya use mai-kade se nikal do

yahan tang-nazar ka guzar nahin yahan ahl-e-zarf ka kaam hai

koi mast hai koi tishna-lab to kisi ke haath men jaam hai

magar is pe koi kare bhi kya ye to mai-kade ka nizam hai

ye janab-e-shaiḳh ka falsafa hai ajiib saare jahan se

jo vahan piyo to halal hai jo yahan piyo to haram hai

isi ka.enat men ai ‘jigar’ koi inqalab uThega phir

ki buland ho ke bhi aadmi abhi ḳhvahishon ka ghulam hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawa Se Dast-O-Gareban Hua to Bhed Khula

shah-naseer

Jigar Ka Jun Shama Kash Ya-Rab Ho dagh Raushan Murad Hasil

Sufi

Pagal

Har Ek Raste Ka Ham-Safar Raha Hun Main

Maktab Ki Aashiqi Bhi tariKH-E-Zindagi Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet