• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dard-E-Musafir Thahar Gaya Tha Akhiyon Ki Hairani Mein

dard-E-Musafir Thahar Gaya Tha Akhiyon Ki Hairani Mein

najma-shaheen-khosa

dard-e-musafir thahar gaya tha akhiyon ki hairani men

sirf mohabbat bahti thi aur saath ye ashk ravani men

kaise hua aur kab ye hua kuchh khabar nahin thi dil ko to

ek mohabbat ja soi thi vahshat men virani men

dard ki shiddat aur badhi thi shahr-e-vafa ki shamon men

aur virani baith gai thi un akhiyon ke paani men

is hasti ke andhiyaron ne bakht ko aise ghera tha

apni sada tak ujad gai thi dil ki nauha-khvani men

ek sukhnavar ke lafzon ne mujh ko yuun barbad kiya

lutf samaat ko milta hai ab to zahr-afshani men

us ne anjani si baten kiin to phir ye ilm hua

ham to daana samajh rahe the khud ko badi nadani men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gulu-E-Yazdan Mein Nok-E-Sinan Bhi TuTi Hai

Kya Hai Is Dil Ka Haal Mat Puchho

Main Bhi Raushan Hun Jamal-E-ruKH-E-Jaanan Mein Kahin

Duniya Ka Wabaal Bhi Rahega

abu-mohammad-sahar

Waqt Ghamnak Sawalon Mein Na Barbaad Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet