• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dard Dil Mein Magar Lab Pe Muskan Hai

Dard Dil Mein Magar Lab Pe Muskan Hai

dard dil men magar lab pe muskan hai

hauslon ki hamare ye pahchan hai

laakh koshish karo aa ke jaati nahin

yaad ik bin bula.i si mehman hai

khilkhilata hai jo aaj ke daur men

ik ajube se kya kam vo insan hai

zar zamin saltanat se hi hota nahin

jo de bhuke ko roTi, vo sultan hai

miir, tulsi, zafar, josh, mira, kabir

dil hi ‘ghalib’ hai aur dil hi ‘rasḳhan’ hai

panch karta hai jo, do men do joḌ kar

aj-kal sirf us ka hi gun-gan hai

DhunDta phir raha phuul par titliyan

shahr men vo naya hai ki nadan hai

gar na samjha to ‘niraj’ lagegi kaThin

zindagi ko jo samjha to asan hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Bhi Mujhko Apna Bachpan Yaad Aata Hai

Main Yunhi TuTta Bikharta Hun

Main Wahm Bechta Hun Waswase Banata Hun

Iqrar-E-Wafa Ummid-E-Karam Kuchh Kah Na Sake Kuchh Bhul Gae

Zindagi Hai muKHtasar Aahista Chal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet