• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dard Dekhen Na Ab Dawa Dekhen

Dard Dekhen Na Ab Dawa Dekhen

dard dekhen na ab dava dekhen

marne valon ka hausla dekhen

kuchh nahin ishq men ba.iid miyan

raushni chhuen aur hava dekhen

jab na dekha use to kya dekha

dekh kar us ko aur kya dekhen

jo na dekha tha vo bhi dekh liya

ab dikhata hai kya ḳhuda dekhen

ham men koi mushabahat bhi hai

aa.iye mil ke aa.ina dekhen

ye mohabbat to shai hi aisi hai

aap bhi apna fa.eda dekhen

main palaT ja.un apne ghar ki taraf

aap bhi apna rasta dekhen

kya khule un pe ishq jo ‘saifi’

shahr se dasht ko juda dekhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lakhon Ki bhiD Mein Bhi Koi Ham-Nafas Na Ho

poet

Kuchh Had Bhi Ai Falak Sitam-E-Na-Rawa Ki Hai

shah-naseer

Hua Ashk-E-Gulgun Bahaar-E-Gareban

akbar-hyderabadi

Jin Pe Ajal Tari Thi Un Ko Zinda Karta Hai

Tum Mujhe Bhi Kanch Ki Poshak Pahnane Lage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet