• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Darbar Mein Jab Arz-E-Hunar Aur Tarah Ki

Darbar Mein Jab Arz-E-Hunar Aur Tarah Ki

darbar men jab arz-e-hunar aur tarah ki

sultan ne mire fan ki qadar aur tarah ki

dekha jo zamane ne mujhe tirchhi nazar se

main ne bhi zamane pe nazar aur tarah ki

milta hi na tha koi mujhe ek tarah ka

main ne bhi to umr apni basar aur tarah ki

shahan ne bahut raah pe laana mujhe chaha

meri bhi tabi.at thi magar aur tarah ki

manzil jo miri dusre logon se alag thi

aise hi na thi meri Dagar aur tarah ki

lafzon se sada kaam liya main ne zirah ka

talvar miri aur sipar aur tarah ki

kuchh aur the yasir mire paigham ke tevar

aa.i thi udhar se bhi ḳhabar aur tarah ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahin KHulus Ki KHushbu Mile to Ruk Jaun

ahmad-husain-mail

Wo Para Hun Main Jo Aag Mein Hun Wo Barq Hun Jo Sahab Mein Hun

abbas-dana

Nam Khushbu Tha Sarapa Bhi Ghazal Jaisa Tha

waseem-barelvi

Mili Hawaon Mein Udne Ki Wo Saza Yaro

Sufi

Man Zulfan Ma Phans Phans Kai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet