• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dar-Pesh Nahin Naql-E-Makani Kai Din Se

Dar-Pesh Nahin Naql-E-Makani Kai Din Se

poet

dar-pesh nahin naql-e-makani ka.i din se

aa.i na tabi.at men ravani ka.i din se

phir ret ke dariya pe koi pyasa musafir

likhta hai vahi ek kahani ka.i din se

dushman ka kinare pe baḌa saḳht hai pahra

aaya na mire shahr men paani ka.i din se

saunpe the kahan dhuup ke mausam ko ghane peḌ

main DhunDh raha huun vo nishani ka.i din se

shayad koi bhaTka hai vahan qafila ‘az.har’

sahra ne miri ḳhaak na chhani ka.i din se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zikr-E-Nashat KHalwat-E-Gham Mein Bura Lage

talKH Guzre Ki Shadman Guzre

Shayad Nae Safar Ki Kahani Likhenge Log

Ab Kya Kahen Kisi Se Ye Apni Zaban Se Hum

akbar-allahabadi

Ye Baat Ghalat Ki dar-Ul-Islam Hai Hind

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet