• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sarw-O-Saman Bhi Mauj-E-Nasim-E-Sahar Bhi Hai

Sarw-O-Saman Bhi Mauj-E-Nasim-E-Sahar Bhi Hai

sarv-o-saman bhi mauj-e-nasim-e-sahar bhi hai

ai gul tire chaman men koi chashm-e-tar bhi hai

saaya hai zindagi pe vo yas-o-umid ka

har shab shab-e-daraz bhi hai muḳhtasar bhi hai

kuchh der pi len kakul-o-ariz ki chhanv men

jadu-e-sham bhi hai fusun-e-sahar bhi hai

duniya sune to qissa-e-gham hai bahut tavil

haan tum suno to qissa-e-gham muḳhtasar bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

momin-khan-momin

Gar Ghair Ke Ghar Se Na dil-Aram Nikalta

Qalb-E-Viran Se Rangin Ghazal Mange Hai

uThae Dosh Pe tariKH-E-Hadsat-E-Jahan

akbar-allahabadi

Har Ek Ye Kahta Hai Ab Kar-E-din To Kuchh Bhi Nahin

ahmad-hamesh

Injala Ke Liye Ek Nazm

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet