• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dar-Haqiqat Roz-O-Shab Ki talKHiyan Jati Rahin

Dar-Haqiqat Roz-O-Shab Ki talKHiyan Jati Rahin

dar-haqiqat roz-o-shab ki talḳhiyan jaati rahin

zindagi se sab miri dilchaspiyan jaati rahin

naam tha jab tak to ham par saikḌon ilzam the

ho ga.e gumnam to rusva.iyan jaati rahin

ab ḳhayalon men vo mere saath sub.h-o-sham hai

jab se vo bichhḌa hai saari duriyan jaati rahin

is qadar tanha.iyon ne toḌ Daala hai mujhe

jism se ho kar juda parchha.iyan jaati rahin

taale paḌ ja.enge honTon par tumhare soch lo

mere honTon se agar ḳhamoshiyan jaati rahin

lag raha hai ḳhatm hona chahta hai silsila

ab dil-e-nadan ki betabiyan jaati rahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Ne Nazar Se Pyas Ki Dekha Bhi Hai Kahin

Dard Itna Bhi Nahin Hai Ki Chhupa Bhi Na Sakun

Andar Se Muntashir Hun Ki Bahar Shikasta Hai

abhishek-shukla

Mitti Se Mashwara Na Kar Pani Ka Bhi Kaha Na Man

poet

Ab Aae Ho Sada Sun Kar Gajar Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet