• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham Ki Dhalwan Tak Aae to KHushi Tak Pahunche

Gham Ki Dhalwan Tak Aae to KHushi Tak Pahunche

gham ki Dhalvan tak aa.e to ḳhushi tak pahunche

aadmi ghaaT tak aa.e to nadi tak pahunche

ishq men dil ke ilaqe se guzarti hai bahar

dard ehsas tak aa.e to nami tak pahunche

uf ye pahre hain ki hain pichhle janam ke dushman

bhanvra gul-dan tak aa.e to kali tak pahunche

niind men kis tarah dekhega sahar yaar mira

vahm ke chhor tak aa.e to kaḌi tak pahunche

kis ko fursat hai jo harfon ki hararat samjha.e

baat asani tak aa.e to sabhi tak pahunche

baiThe-baiThe ka safar sirf hai ḳhvabon ka futur

jism darvaze tak aa.e to gali tak pahunche

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shahr Mera Hujra-E-Afat Hai

KHam Hone Ke Intizar Mein Hun

poet

Kabhi Sanjidgi Se Dekh Dil-Awez Hote Hain

Be-Wafa Na-Mehrban Ye Sach Hai Wo Aisa to Tha

afzal-minhas

Gum-Sum Hawa Ke Ped Se Lipta Hua Hun Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet