• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dam-E-Ulfat Mein Phansa dil Hae dil Afsos dil

dam-E-Ulfat Mein Phansa dil Hae dil Afsos dil

asif-ud-daula

dam-e-ulfat men phansa dil haae dil afsos dil

ab na hovega riha dil haae dil afsos dil

vo use kya kya kahe aur ye sarakta hi nahin

ho gaya yuun be-haya dil haae dil afsos dil

milte hi zalim ne mujh ko chhod kar yuun yak-ba-yak

ho gaya mujh se juda dil haae dil afsos dil

ah-o-nale ki sada bhi ab to aane se rahi

mar gaya shayad mira dil haae dil afsos dil

kis tarah us se banegi hai bahut vo bevafa

aur mira hai ba-vafa dil haae dil afsos dil

main ne kitna dil ko samjhaya ki ab bhi ishq se

baaz aa dil baaz aa dil haae dil afsos dil

so na maana dil ne aur saude men akhir ishq ke

yuun divana ho gaya dil haae dil afsos dil

chhod kar mere taiin aur paas zalim ke rahe

aur sahe jaur-o-jafa dil haae dil afsos dil

phir to ‘asif’ ghair se kis baat ki kiije ummid

jab ki apna de dagha dil haae dil afsos dil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Qayamat

akhtar-ansari

Apni Bahaar Pe Hansne Walo Kitne Chaman Khashak Hue

Faqirana Tabiat Thi Bahut Bebak Lahja Tha

shahryar

Kachche Raston Se

Bahut KHajil Hain Ki Hum Raegan Bhi Zinda Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet