• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kitne Imkan the Jo KHwabon Ke Sahaare Dekhe

Kitne Imkan the Jo KHwabon Ke Sahaare Dekhe

kitne imkan the jo ḳhvabon ke sahare dekhe

mavara the jo nazar se vo nazare dekhe

parde uThte ga.e ankhon se to rafta rafta

barg-e-gul barf men patthar men sharare dekhe

dil pe us vaqt khula hausla-e-gham ka jamal

apne har rang men jab ruup tumhare dekhe

asare jaate rahe aas abhi baaqi hai

pau bhi phuTegi jahan Dubte taare dekhe

dil ko ḳhuun karne ki hasrat ho use bhi shayad

sahab-e-sada agar rang hamare dekhe

ḳhub-o-na-ḳhub men kya farq karen ham ki yahan

jab hava palTi to muḌte hue dhare dekhe

mujhe is bazm men kahna to bahut kuchh tha ‘ziya’

bujh ga.e lafz jab ankhon ke ishare dekhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq-Jai Kahan Se Aai Hai

poet

Khul Gaya Uqda-E-Hasti to Kafan Mang Liya

Rabta Lakh Sahi Qafila-Salar Ke Sath

Dil-Mohalla Ghulam Ho Jae

afroz-alam

Khayal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet