• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dam-E-Subh Aandhiyon Ne Jinhen Rakh Diya Masal Ke

Dam-E-Subh Aandhiyon Ne Jinhen Rakh Diya Masal Ke

dam-e-sub.h andhiyon ne jinhen rakh diya masal ke

vahi nanhe nanhe paude the ghane daraḳht kal ke

na.e sathiyon ki dhun men tiri dosti ko chhoḌa

koi tujh sa bhi na paaya tire shahar se nikal ke

vahi rasm-e-kam-nigahi vahi raat ki siyahi

mire shahar ke charagho yahan kya karoge jal ke

na.e ḳhvab meri manzil tah-e-ab mera sahil

tumhen kya milega yaaro mire saath saath chal ke

sar-e-sham aaj koi mire dil se kah raha hai

koi chand bhi to nikle koi jaam bhi to chhalke

ye jo ghar luTa luTa hai ye jo dil bujha bujha hai

isi dil men rah ga.e hain ka.i aftab Dhal ke

ye mushahida hai mera rah-e-zindagi men ‘basir’

vahi munh ke bal gira hai jo chala sanbhal sanbhal ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Raat Kya Dhal Gai Samundar Mein

Ek suraKH Sa Kashti Mein Hua Chahta Hai

poet

Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin

poet

Huzur-E-Ghair Tum Ushshaq Ki Tahqir Karte Ho

kishwar-naheed

Sambhal Hi Lenge Musalsal Tabah Hon To Sahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet