• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aisa Lagta Hai Samajhdar Hai Duniya Sari

Aisa Lagta Hai Samajhdar Hai Duniya Sari

aisa lagta hai samajhdar hai duniya saari

main huun is paar to us paar hai duniya saari

is na.i dauḌ men aage hai na pichhe koi

dam-e-ujlat men giraftar hai duniya saari

dosti aur dikhave ki mohabbat karna

sab ka sheva hai adakar hai duniya saari

qafile dil ke sar-e-am hain luuTe jis ne

usi rahzan ki talabgar hai duniya saari

aap andaz kuchh apna to badal lete ‘farogh’

chaliye maana ki ḳhatavar hai duniya saari

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

rahat-indori

Na Ham-Safar Na Kisi Ham-Nashin Se Niklega

Bedam Shah Warsi

Tur Wale Teri Tanwir Liye Baithe Hain

Chand Nikla Tha Pare Baam Se Pahle Pahle

Han Mera Haal Hai Barbaad Magar Main to Nahin

poet

Apne naKHun Apne Chehre Par KHarashen De Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet