• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / chhoD Kar Behaal Mujhko Apne Begane Gae

chhoD Kar Behaal Mujhko Apne Begane Gae

chhoḌ kar behal mujh ko apne begane ga.e

gardish-e-ayyam men sab log pahchane ga.e

jaane kis ki bad-nazar ne hashr barpa kar diya

munis-o-gham-ḳhvar sab dushman men gardane ga.e

koi bhi tadbir apni kaam ab aati nahin

meri aql-o-faham ke mash.hur afsane ga.e

bhuuk aur iflas ki suuli chaḌha kar qaum ko

rahnuma-e-vaqt ab parcham ko lahrane ga.e

khinch kar aksar gareban zarf ne roka hamen

jab kisi kamzor par ham zor dikhlane ga.e

hosh vaalo ko ḳhirad-mandi ne buzdil kar diya

aur mushkil ma.arkon par sirf divane ga.e

kis men dekhun aks sachcha.i ka ab main kya karun

aa.ine bhi jhuuT ke zumre men gardane ga.e

mil gaya ‘maqsud’ mujh ko ho ga.i taaza ghazal

fikr ke parde men jab alfaz lahrane ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Koi Jadui taKHliq Nazar Aati Hai

Jab Bhi Begam Ki Did Hoti Hai

Nazar Ko Tir Kar Ke Raushni Ko Dekhne Ka

Makan Se Dur Kahin La-Makan Mein baiTh Gai

poet

Ye Manta Hun Ki Sau Bar jhuT Kahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet