• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / chhaTa Ghubar to Aankhon Mein Bhar Gaya Pani

chhaTa Ghubar to Aankhon Mein Bhar Gaya Pani

chhaTa ghubar to ankhon men bhar gaya paani

zara si der men sar se guzar gaya paani

na tha ḳhayal ki chhat bhi hai asman jaisi

taḌap rahe the ki jaane kidhar gaya paani

labon pe harf-e-dua raakh ho gaya lekin

dilon men zaḳhm ki surat utar gaya paani

ik e’tibar si divar-e-ab hai har-su

mire vajud ko zanjir kar gaya paani

vo bhiga jism vo pairahan-e-haya ki shafaq

phir ik gulab ko shadab kar gaya paani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

darshika-wasani

Bhuk Mein dabe Bachpan

Kya Rawish Rakkhi Hai Phir Aapne Auron Ke Liye

Kisi Ka KHwab Kisi Ka Qayas Hai Duniya

Patta Hun Aandhiyon Ke Muqabil khaDa Hun Main

Ye Kis Ne Kaha Tum Kuch Karo Baaten Na Banao Insha-Ji

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet