• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chashm Be-Khwab Hui Shahr Ki Virani Se

Chashm Be-Khwab Hui Shahr Ki Virani Se

saleem-kausar

chashm be-khvab hui shahr ki virani se

dil utarta hi nahin takht-e-sulaimani se

pahle to raat hi kaate se nahin katti thi

aur ab din bhi guzarta nahin asani se

ham ne ik dusre ke aks ko jab qatl kiya

aina dekh raha tha hamen hairani se

ab ke hai lab-e-ab hi mar jaenge

pyaas aisi hai ki bujhti hi nahin paani se

aankh pahchanti hai lutne valon ko magar

kaun puchhega miri be-sar-o-samani se

yunhi dushman nahin dar aaya mire angan men

dhuup ko raah mili ped ki uryani se

koi bhi chiiz salamat na rahe ghar men ‘salim’

faeda kya hai bhala aisi nigahbani se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

DhunD Jugnu Koi Zulmat Ko miTane Wala

poet

Kis Ko Bahlate Ho Shishe Ka Gulu TuT Gaya

KHuda Jaane Kahan Hai Asghar-E-Diwana Barson Se

allama-iqbal

Hazar Khauf Ho Lekin Zaban Ho dil Ki Rafiq

poet

kaT Kar Jo Rah Ka buDha Shajar Le Jaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet