• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charagh-E-Dard Kabhi Yun Bujhe Bujhe to Na The

Charagh-E-Dard Kabhi Yun Bujhe Bujhe to Na The

charagh-e-dard kabhi yuun bujhe bujhe to na the

ham apne aap se itne khinche khinche to na the

fusun-e-chashma-e-sail-e-ravan ki umr-e-daraz

un ansuon men samundar ruke ruke to na the

shab-e-firaq un ankhon men kaT ga.i hogi

mile vo kal bhi the lekin thake thake to na the

vo saans leti hui tishnagi vo nahr-e-furat

labon pe pyaas ke dariya thame thame to na the

vo aankh ab bhi samajhti hai ajnabi ham ko

magar ham ahl-e-nazar yuun na.e na.e to na the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bahadur-shah-zafar

Ya Mujhe Afsar-E-Shahana Banaya Hota

abhinandan-pandey

Muddaa Jo Zehn Se Uttha Tha Wo Beja Na Tha

Chalte Hain Ki Ab Sabr Bhi Itna Nahin Rakhte

poet

Dil Mein Jinhen Utarte Dil Se Wahi Utar Gae

Aalam Ranj-O-Alam Hai KHair Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet