• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko

Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko

akhtar-imam-rizvi

chandni ke haath bhi jab ho gae shal raat ko

apne siine par sambhala main ne bojhal raat ko

raat bhar chhaya raha ghar ki faza par ik hiras

dastaken deta tha dar par koi pagal raat ko

chandni men ghul gaya jab dil ki mayusi ka zahr

main ne ḳhud kafna diya sayon men komal raat ko

karb ke laave ubalte the sukun ke as-pas

uf vo ninden vo giran-ḳhvabi ki daldal raat ko

aaj phir dhundla gai ‘aḳhtar’ miri sham-e-firaq

sochta huun aaj phir barsenge badal raat ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

najma-shaheen-khosa

Ajnabi Shahr Ki Ajnabi Sham Mein

abroo-shah-mubarak

Bahaar Aai Gali Ki Tarah dil Khol

Hamare Bas Mein Kya Hai Aur Hamare Bas Mein Kya Nahin

abdul-hamid-adam

Kafi Wasia Silsila-e-Ikhtiyar Hai

Kabhi to Pyar Se Lega Wo Nam Apna Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet