• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Tanha Hai Kahkashan Tanha

Chand Tanha Hai Kahkashan Tanha

poet

chand tanha hai kahkashan tanha

hijr ki raat asman tanha

bhagti rail shor sannaTa

rah ga.i be-sada zaban tanha

rang aur nuur se rahe mahrum

ham faqiron ke astan tanha

kaisi nafrat ki aag phaili hai

jal raha hai mira makan tanha

andhiyan bijliyan shajar kamzor

bach na pa.ega ashiyan tanha

thak ke sab so ga.e hain mahfil men

ḳhud hi sunta huun dastan tanha

koi jaadu na rahbar koi

ab kahan jaa.e karvan tanha

paas gar tu nahin to kya gham hai

saath apne hai ik jahan tanha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Namak Nigahon Mein honTon Mein Zaiqa Na Raha

nazeer-akbarabadi

Jhonpada

chuTki kaTo Zara Hilao Mujhe

Qubul Hai Gham-E-Duniya Tere Hawale Se

ajiz-matvi

Mai-Khane Par Kale Baadal Jab Ghir Ghir Kar Aate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet