• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Suraj Shafaq Kahkashan KHatm-Shud

Chand Suraj Shafaq Kahkashan KHatm-Shud

chand suraj shafaq kahkashan ḳhatm-shud

ab uḌuun kis taraf asman ḳhatm-shud

regzar-e-yaqin ta-ba-hadd-e-nazar

sabza-zar-e-ḳhayal-o-guman ḳhatm-shud

phir hua yuun ki aankh ek dam khul ga.i

muḳhtasar ye ki bas dastan ḳhatm-shud

fikr ke saare gul-buTe murjha ga.e

zehn ki saari shadabiyan ḳhatm-shud

us ne aate hi sab khiḌkiyan khol diin

daf.atan sar men tha jo dhuan ḳhatm-shud

rishte-nate sabhi juun ke tuun hain magar

ik taqaddus jo tha darmiyan ḳhatm-shud

zehn ko ab nichoḌun to Tapke ghazal

thi kabhi vo jo tab-e-ravan ḳhatm-shud

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sar-E-Mahshar Yahi Puchhunga KHuda Se Pahle

Sufi

Allah

abdul-mannan-tarzi

Meri Aankhon Mein Aansu Pyare

Din Munh Khole Gati Dhup

ahsan-marahravi

Baham Jo Husn O Ishq Mein Yarana Ho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet