• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Sang Mein Sharar Hai Tere Zuhur Ka

Har Sang Mein Sharar Hai Tere Zuhur Ka

sauda-mohammad-rafi

har sang men sharar hai tere zuhur ka

muusa nahin ki sair karun koh-e-tur ka

padhiye durud husn-e-sabih-o-malih par

jalva har ek par hai mohammad ke nuur ka

todun ye aaina ki ham-aghosh-e-aks hai

hove na muj ko paas jo tere huzur ka

bekas koi mare to jale us pe dil mira

goya hai ye charagh ghariban ki gor ka

ham to qafas men aan ke khamosh ho rahe

ai ham-safir faeda nahaq ke shor ka

saaqi se kah ki hai shab-e-mahtab jalva-gar

de basma-posh ho ke tu saghar bilor ka

‘sauda’ kabhi na maniyo vaaiz ki guftugu

avaz-e-duhul hai khush-aind duur ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

isMein Kya Shak Hai Ki Aawara Hun Main

bashir-badr

Achchha Tumhaare Shahr Ka dastur Ho Gaya

Surat-E-Zanjir Mauj-E-KHun Mein Ek Aahang Hai

mirza-ghalib

Aaina dekh Apna Sa Munh Le Ke Rah Gae

shah-naseer

Bayaban Marg Hai Majnun-E-Khak-Aluda-Tan Kis Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet