• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Nikle Kisi Jaanib Teri Zebai Ka

Chand Nikle Kisi Jaanib Teri Zebai Ka

faiz-ahmad-faiz

chand nikle kisi janib tiri zebai ka

rang badle kisi surat shab-e-tanhai ka

daulat-e-lab se phir ai khusrav-e-shirin-dahanan

aaj arzan ho koi harf shanasai ka

garmi-e-rashk se har anjuman-e-gul-badanan

tazkira chhede tiri pairahan-arai ka

sehn-e-gulshan men kabhi ai shah-e-shamshad-qadan

phir nazar aae saliqa tiri raanai ka

ek baar aur masiha-e-dil-e-dil-zadagan

koi vaada koi iqrar masihai ka

diida o dil ko sambhalo ki sar-e-sham-e-firaq

saz-o-saman baham pahuncha hai rusvai ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

honTon Se Lafz Zehn Se Afkar Chhin Le

aziz-bano-darab-wafa

Liya Hai Kis Qadar Sakhti Se Apna Imtihan Humne

Sath-Biin the Sab, Rahe Bahar Ki Kai Dekhte

sheikh-ibrahim-zauq

Juda Hon Yar Se Hum Aur Na Ho Raqib Juda

poet

Apne Daftar Se Nikalte Hain to Ghar Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet