• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chaman Mein Gul-Fishani Ho Rahi Hai

Chaman Mein Gul-Fishani Ho Rahi Hai

chaman men gul-fishani ho rahi hai

hava ki mehrbani ho rahi hai

yahan main qatra qatra ghul raha huun

mohabbat paani paani ho rahi hai

main aksar niind men Darne laga huun

miri beTi siyani ho rahi hai

hamare bachche bhi paḌh likh rahe hain

tumhen kyon bad-gumani ho rahi hai

idhar mehman aksar aa rahe hain

udhar chadar purani ho rahi hai

unhen palkon pe rakkha hai biTha kar

anokhi mezbani ho rahi hai

abhi tak ‘nazr’ ki palken hain bhari

bayan shab ki kahani ho rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmed-nisar

Ishq Mein Barbaad Hone Ke Siwa Rakkha Na Tha

Ai Subh-E-Umid Der Kya Hai

Chup Hun Sab Jaanta Magar Hun Main

Hum Ki Jo baiThe Hue Hain Apne Sar pakDe Hue

Hamare Zehn Mein Mahshar Bapa Hai Kya Kiya Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet