• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chalte Hain Ki Ab Sabr Bhi Itna Nahin Rakhte

Chalte Hain Ki Ab Sabr Bhi Itna Nahin Rakhte

chalte hain ki ab sabr bhi itna nahin rakhte

ik aur na.e dukh ka irada nahin rakhte

bas ret si uḌti hai ab us rahguzar par

jo peḌ bhi milte hain vo saaya nahin karte

kis taur se aḳhir unhen tasvir karen ham

jo ḳhvab azal se koi chehra nahin rakhte

ik baar bichhaḌ jaa.en to DhunDhe na milenge

ham rah men kahin naqsh-e-kaf-e-pa nahin rakhte

phir sulh bhi tum bin to kahan honi thi ḳhud se

so rabt bhi ab ḳhud se ziyada nahin rakhte

us moḌ pe ruThe ho tum ai dost ki jis par

dushman bhi koi ranj purana nahin rakhte

kya soch ke zinda hain tire dasht men ye log

ankhon men jo ik ḳhvab ka TukḌa nahin rakhte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Teri Nazar Ki Shah Pa Kar Milne Ke Bahane DhunDhe Hai

Ye Mat Kaho Ki bhiD Mein Tanha khaDa Hun Main

Aaj Aaine Mein Jo Kuchh Bhi Nazar Aata Hai

Danista Jo Ho Na Sake Nadani Se Ho Jata Hai

Har Taraf Bikhar Hain Rangin Sae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet