• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chalne Ka Hausla Nahin Rukna Muhaal Kar diya

Chalne Ka Hausla Nahin Rukna Muhaal Kar diya

parveen-shakir

chalne ka hausla nahin rukna muhal kar diya

ishq ke is safar ne to mujh ko nidhal kar diya

ai miri gul-zamin tujhe chaah thi ik kitab ki

ahl-e-kitab ne magar kya tira haal kar diya

milte hue dilon ke biich aur tha faisla koi

us ne magar bichhadte vaqt aur saval kar diya

ab ke hava ke saath hai daman-e-yar muntazir

banu-e-shab ke haath men rakhna sambhal kar diya

mumkina faislon men ek hijr ka faisla bhi tha

ham ne to ek baat ki us ne kamal kar diya

mere labon pe mohr thi par mere shisha-ru ne to

shahr ke shahr ko mira vaqif-e-hal kar diya

chehra o naam ek saath aaj na yaad aa sake

vaqt ne kis shabih ko khvab o khayal kar diya

muddaton baad us ne aaj mujh se koi gila kiya

mansab-e-dilbari pe kya mujh ko bahal kar diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aisa Chehra Mere Bhi Dhyan Mein Tha

abu-mohammad-sahar

Ishq Ki Sai-e-Bad-Anjam Se dar Bhi Na Sake

Suraj Ko Ehsas Dilaya Ja Sakta Hai

Ba-Nam-E-Amn-O-Aman Kaun Mara Jaega

Sultan Baho

Rah Faqar da Tad Ladhose Jad Hath Phadyose Kasa Hu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet