• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chale Le Ke Sar Par Gunahon Ki Gathri

Chale Le Ke Sar Par Gunahon Ki Gathri

mushafi-ghulam-hamdani

chale le ke sar par gunahon ki gathri

safar men ye hai ru-siyahon ki gathri

padi roz-e-mahshar vahin barq aa kar

jahan thi tire dad-khvahon ki gathri

musafir main us dasht ka huun ki jis men

luti kitne gum-karda-rahon ki gathri

jahan suus ne bahr se sar nikala

main samjha hai kashti tabahon ki gathri

kulah-e-zari mah-e-nau ne uda li

khuli thi kahin kaj-kulahon ki gathri

ham un sarqa valon men ai ‘mushafi’ hain

churate hain jo badshahon ki gathri

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Man Mein Jhank Kar Bhi KHud Se Begana Raha

Ek Tamanna Aisi Jo Darkar Nahin

Ab Rishton Mein Gahrai

Bas Ho Chuka Huzur Ye Parde haTaiye

Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet