• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chale Jaana Magar Sun Lo Mere Dil Mein Ye Hasrat Hai

Chale Jaana Magar Sun Lo Mere Dil Mein Ye Hasrat Hai

chale jaana magar sun lo mire dil men ye hasrat hai

faqat ik baar hi kah do hamen tum se mohabbat hai

ye mausam bhi suhana hai tiri yadon ke mele hain

tire bin ek bhi lamha bita lena qayamat hai

bura kahta hai mujh ko ye zamana main ne maana hai

na jaane kyuun use tujh se nahin koi shikayat hai

achanak yuun jo mujh se bad-guman tu ho gaya hamdam

mujhe lagta hai ye mere raqibon ki shararat hai

nahin koi ḳhata meri vo phir bhi zaḳhm dete hain

main huun bimar-e-ulfat bas dava meri mohabbat hai

rahe kab tak bhala mahtab tanha.i ke aalam men

ki ab to aa bhi ja us ko faqat teri zarurat hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sach to Ye Hai Be-Jagah Rabt in Dinon Paida Kiya

Use Samjha-Bujha Ke Hum to Haare

Shikwa Zaban Se Na Kabhi Aashna Hua

ali-sardar-jafri

Ek Sawal

Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet