• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chain Ghar Mein Na Kabhi Tere Nagar Mein Paun

Chain Ghar Mein Na Kabhi Tere Nagar Mein Paun

chain ghar men na kabhi tere nagar men pa.un

ḳhud ko har lamha main ik lambe safar men pa.un

koi avaz na saaya na hava men halchal

mo’tariz soch men kya baiTh ke ghar men pa.un

tu kabhi phuul kabhi chandni tha mere liye

ab tujhe pairhan-e-barq-o-sharar men pa.un

main kahin jism kahin aur miri ruuh kahin

ḳhud ko bikhra hua har rahguzar men pa.un

mujh se har lamha koi jurm naya hota hai

ik na ik hadisa har taaza ḳhabar men pa.un

main gavahi pe to tayyar huun ḳhud apne ḳhilaf

vaq.at-e-adl jo munsif ki nazar men pa.un

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abroo-shah-mubarak

Insan Hai To Kibr Sin Kahta Hai Kyun Ana

zafar-iqbal

Bahut Suljhi Hui Baaton Ko Bhi Uljhae Rakhte Hain

Sufi

Nahin Kisi Ki Tawajjoh Khud-Agahi Ki Taraf

KHud Apne Zahr Ko Pina baDa Karishma Hai

akbar-allahabadi

Agar dil Waqif-E-Nairangi-E-Tab-E-Sanam Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet