• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chaak-E-dil Bhi Kabhi Silte Honge

Chaak-E-dil Bhi Kabhi Silte Honge

ada-jafarey

chak-e-dil bhi kabhi silte honge

log bichhde hue milte honge

roz-o-shab ke unhi viranon men

khvab ke phuul to khilte honge

naz-parvar vo tabassum se kahin

silsile dard ke milte honge

ham bhi khushbu hain saba se kahiyo

ham-nafas rose na milte honge

subh zindan men bhi hoti hogi

phuul maqtal men bhi khilte honge

ajnabi shahr ki galiyon men ‘ada’

dil kahan log hi milte honge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet, Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Aisa Wo Be-Shumar-O-Qatar Intizar Tha

Wo Apne Band-E-Qaba Kholti to Kya Lagti

Nama-E-Gul Mein Kisi shoKH Ki Tahrir Ka Rang

Lab-E-Saghar Se Sun Lo Zahido Taqrir-E-Mai-KHana

parveen-fana-syed

Kash Tufan Mein Safine Ko Utara Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet