• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bulbul Ne Jise Ja Ke Gulistan Mein dekha

Bulbul Ne Jise Ja Ke Gulistan Mein dekha

sauda-mohammad-rafi

bulbul ne jise ja ke gulistan men dekha

ham ne use har khar-e-bayaban men dekha

raushan hai vo har ek sitare men zulekha

jis nuur ko tu ne sar-e-kanan men dekha

barham kare jamiyyat-e-kaunain jo pal men

latka vo tiri zulf-e-pareshan men dekha

vaaiz tu sune bole hai jis rose ki baten

us roz ko ham ne shab-e-hijran men dekha

ai zakhm-e-jigar suda-e-almas se khu kar

kitna vo maza tha jo namak-dan men dekha

‘sauda’ jo tira haal hai itna to nahin vo

kya janiye tu ne use kis aan men dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Haqiqat Jis Jagah Hoti Hai Tabani Batati Hai

poet

Kya Na-Didon Se Zamane Ko Sarokar Hai Aaj

Dil Ki Ye Aag Bujha Di Kis Ne

Mila Na Khet Se Usko Bhi Aab-O-Dana Kya

Shab-E-Daraaz Tujhe Kuchh KHabar Gai Ki Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet