• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai

Bujhi Nahin Abhi Ye Pyas Bhi Ghanimat Hai

bujhi nahin abhi ye pyaas bhi ghanimat hai

zaban pe kanTon ka ehsas bhi ghanimat hai

ravan hai saans ki kashti isi ke dhare par

ye ek TuuTi hui aas bhi ghanimat hai

nishan numu ke hain kuchh to bisat-e-sahra par

jhulasti jalti hui ghaas bhi ghanimat hai

phir is ke ba.ad tumhari shanaḳht kya hogi

rivayaton ki ye bu-bas bhi ghanimat hai

vo ab bhi milta hai apni ada-e-ḳhas ke saath

ki vaz.a-dari ka ye paas bhi ghanimat hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aah-E-Zindan Mein Jo Ki charKH Pe Aawaz Gai

Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan baDi Jang Hoti Hai Der Se

suKHan Mein Rang Tumhaare KHayal Hi Ke to Hain

Sahab Dilon Se Rah Mein Aankhen Mila Ke Dekh

KHwab Se Parda Karo Dekho Mat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet