• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ki Dil Ne Na Kahi Yun to Kai Bar Mile

Dil Ki Dil Ne Na Kahi Yun to Kai Bar Mile

dil ki dil ne na kahi yuun to ka.i baar mile

ham shanasa the magar surat-e-aghyar mile

us se kahna ki na ab aur vo itra ke chale

dosto tum ko agar yar-e-tarah-dar mile

bevafa ham hain to ai jan-e-vafa yunhi sahi

DhunD lena jo tumhen koi vafadar mile

ham to dil de ke bhi duniya men akele hi rahe

jo havas kaar the sab un ke taraf-dar mile

dil ki qimat to mohabbat ke siva kuchh bhi na thi

jo mile surat-e-zeba ke ḳharidar mile

ham ne kanTon ko bhi siine se laga rakkha hai

ḳhaar bhi ham se ba-rang-e-gul-e-gulzar mile

duriyan fasle ho jaate hain tai aḳhir-e-kar

sar-e-gulzar jo bichhḌe the sar-e-dar mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

diwana Mujh Sa Kab Jita Hai Kyun Tadbir Karte Hain

shakeel-badayuni

Ab Tak Shikayaten Hain dil-E-Bad-Nasib Se

Dil Mein Kitni Wahshat Pali Ja Sakti Hai

KHak Un Galiyon Ki Palkon Se Bahut Chhani Thi

Tu Nahin Jab Se Ham-Safar Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet