Budha har maan apni kokh se apna shauhar hi paida karti hai main bhi jab apne kandhon par budhe malbe ko dho dho kar thak jaunga apni mahbuba ke kanvare garbh men chhup kar so jaunga har maan apni kokh se apna shauhar hi paida karti hai
Leave a Reply