• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bina Sahar Ke Ujale Mujhe Qubul Nahin

Bina Sahar Ke Ujale Mujhe Qubul Nahin

bina sahar ke ujale mujhe qubul nahin

tire ye jhuTe dilase mujhe qubul nahin

na tu madari hai na main tira jamura huun

ye aa.e din ke tamashe mujhe qubul nahin

baḌha ke haath ko tum ne mujhe giraya hai

agar yahi hain sahare mujhe qubul nahin

kisi ke zehn ki jo khiḌkiyan na khol saken

to aise ilm ke da.ave mujhe qubul nahin

jo mere dil pe hai guzri vahi agar na kaho

to baaqi shor-sharabe mujhe qubul nahin

ho zulm aam jahan par jahan na haq pahunche

ye bhule-bhaTke zamane mujhe qubul nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Be-Sud Ek Silsila-E-Imtihan Na Khol

Main Kya Bataun Tujhko Meri Jaan Rah Gae

poet

Marte Marte Ye Humne Kaam Kiya

Chand Par Kyon Main Akeli Jati

poet

Teri Yaaden Bahaal Rakhti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet