• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bikhri Thi Har Samt Jawani Raat Ghaneri Hone Tak

Bikhri Thi Har Samt Jawani Raat Ghaneri Hone Tak

bikhri thi har samt javani raat ghaneri hone tak

lekin main ne dil ki na maani raat ghaneri hone tak

dard ka dariya baḌhte baḌhte siine tak aa pahuncha hai

aur chaḌhega thoḌa paani raat ghaneri hone tak

aag pe chalna qismat men hai barf pe rukna majburi

kaun sunega apni kahani raat ghaneri hone tak

us ke bina ye gulshan bhi ab sahra jaisa lagta hai

lagta hai sab kuchh be-ma.ani raat ghaneri hone tak

ḳhun-e-jigar se ham ko charaghan karna hai so karte hain

apni hai ye riit purani raat ghaneri hone tak

jin honTon ne pyase rah kar ham ko apne jaam diye

yaad karo un ki qurbani raat ghaneri hone tak

dil men apne zaḳhm-e-tamanna ankhon men kuchh ḳhvab liye

barson ham ne ḳhaak hai chhani raat ghaneri hone tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chhupe Hue the Jo Naqd-E-Shuur Ke Dar Se

Jis Suraj Ki Aas Lagi Hai Shayad Wo Bhi Aae

Itni Fursat Nahin Us Paikar-E-Pindar Ke Pas

hasrat-mohani

Apna Sa Shauq Auron Mein Laen Kahan Se Hum

poet

Ai dil-E-Zar Likho Jaanib-E-Jaanan Kaghaz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet