• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhuli Baaton Se Bhi Ab Dil Ko Lagana Kaisa

Bhuli Baaton Se Bhi Ab Dil Ko Lagana Kaisa

bhuli baton se bhi ab dil ko lagana kaisa

raah jo chhoḌ chuke phir vahan jaana kaisa

aql aur ishq ka baham ye milana kaisa

aap pahlu men hain phir hosh men aana kaisa

tar-e-daman se ulajhti rahi uljhan meri

kaisi be-chargi daman ka baḌhana kaisa

parkhe hi jaane ka ehsan liye phirta huun

kaisi maqbuliyat aur dil men samana kaisa

dhuup hathon pe malen rang-e-hina.i dekhen

ḳhvab hi ḳhvab hain ḳhvabon ka Thikana kaisa

kanch ke TukḌe hi ankhon ki amanat Thahre

kaisi ta’biren yahan ḳhvab ka aana kaisa

ghaav ginte men hi guzri hai yahan to ‘farhat’

kya gham-e-dostan marham ka lagana kaisa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main KHud Apna Lahu Pine Laga Hun

Jo Ziyan Dil Ka Hua Us Ka Izala Ho Jaun

Is Husn-E-Be-Karan Ko KHuda Aagahi Bhi De

poet

Khunuk-Joshi Na Karte Jun Saba Gar Ye Butan Humse

poet

Bin Piye Ek KHumar Tha Kya Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet