• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhula Diya Bhi Agar Jae Sarsari Kiya Jae

Bhula Diya Bhi Agar Jae Sarsari Kiya Jae

bhula diya bhi agar jaa.e sarsari kiya jaa.e

mutale.a miri vahshat ka lazmi kiya jaa.e

ham aise log jo a.inda o guzishta hain

hamare ahd ko maujud se tahi kiya jaa.e

ḳhabar mili hai ki us ḳhush-ḳhabar ki aamad hai

so ehtimam-e-suḳhan aaj multavi kiya jaa.e

hamen ab apne na.e raste banane hain

jo kaam kal hamen karna hai vo abhi kiya jaa.e

nahin ba.iid ye ahkam-e-taza jaari hon

ki gumbadon se parindon ko ajnabi kiya jaa.e

bas ek lamha tire vasl ka mayassar ho

aur us visal ke lamhe ko da.imi kiya jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

munawwar-rana

Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai

Libas-E-Zist Kabhi Yun Bhi Tera Darshan Ho

Sufi

Ye Kis Ke Aastane Ki Zamin Malum Hoti Hai

Sufi

Ba-Badnami Bar Aawardem Name

Gungunate Hue Aanchal Ki Hawa De Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet