• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Aankhon Ko Meri Shakl Dikha De Koi

Meri Aankhon Ko Meri Shakl Dikha De Koi

meri ankhon ko miri shakl dikha de koi

kaash mujh ko mira ehsas dila de koi

gharaz is se nahin vo kaun hai kis bhes men hai

main kahan par huun mujhe mera pata de koi

DhunDhta phirta huun yuun apne hi qadmon ke nishan

jaise mujh ko miri nazron se chhupa de koi

dil ki taḳhti sar-e-bazar liye phirta huun

kaash is par tiri tasvir bana de koi

yuun tujhe dekh ke chaunk uThti hain soi yaden

jaise sannaTe men avaz laga de koi

dusri samt hain ḳhushbu ke ufuq ki sub.hen

rang ke kohar ki divar gira de koi

saans roke hue baiThe hain makanon men makin

jaane kab aur kise aa ke sada de koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Hirasat Mein Jo Insan Liye Jate Hain

poet

Chaman Chaman Hi Nahin Hai Jo Lala-Zar Nahin

Dil Laga Lete Hain Ahl-E-Dil Watan Koi Bhi Ho

hasrat-mohani

Hail Thi Bich Mein Jo Razai Tamam Shab

MULLA JAMI

Ai Khwaja Agar Mal Wa Agar Farzand Ast

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet