• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhul Jate Hain Taqaddus Ke Hasin Pal Kitne

Bhul Jate Hain Taqaddus Ke Hasin Pal Kitne

rafia-shabnam-abidi

bhuul jaate hain taqaddus ke hasin pal kitne

log jazbat men ho jaate hain pagal kitne

rose khushbu ke muqaddar men rahi khud-sozi

apni hi aag men jalte rahe sandal kitne

sabz mausam na yahan phir se palat kar aaya

ho gae zard mire gaanv ke pipal kitne

khud-kushi qatl-e-ana tark-e-tamanna bairag

zindagi tere nazar aane lage hal kitne

barishen hoti hain jis vaqt bhari ankhon ki

raakh ho jaate hain jalte hue anchal kitne

har qadam koi darinda koi khunkhar uqaab

shahr ki god men abad hain jangal kitne

be-rukhi us ki rulaegi lahu kya ‘shabnam’

zakhm khate hi rahe ham to musalsal kitne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nind Aankhon Mein Rahe Phir Bhi Na Soya Jae

KHwahish-E-Jada-E-Rahat Se Nikalta Kaise

ishrat-afreen

Jaane Kya Aaseb Tha Patthar Aate The

Duniya Pe Mere Fan Ka Asar Baad Mein Hua

Qarar Hote Hue Be-Qarar Yani Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet