• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aao Taqdir Ko Tadbir Bana Kar Dekhen

Aao Taqdir Ko Tadbir Bana Kar Dekhen

aao taqdir ko tadbir bana kar dekhen

in andheron ko ujalon se mila kar dekhen

aaj zalim ko bhi majbur bana kar dekhen

hashr se pahle hi ik hashr uTha kar dekhen

in buton se to koi kaam na nikla apna

ḳhair ab yunhi sahi yad-e-ḳhuda kar dekhen

chand-taron men jo abad hue jaate hain

vo kisi dil men bhi ghar apna bana kar dekhen

kaun apna hai yahan kaun hai begana ‘ziya’

dhajjiyan ham bhi to daman ki uḌa kar dekhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qadd-E-Mauzun Ka Shajar Yaad Aaya

aftab-hussain

de Rahe Hain Jis Ko Topon Ki Salami Aadmi

Kya Tum Bhi Tariqa Naya Ijad Karo Ho

Mail-Zabt Bhi Aamada-E-Fariyaad Bhi Hai

poet

Jafa Ki Rasm-E-Sitam Ka Riwaj Badlega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet