• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhitar Basne Wala KHud Bahar Ki Sair Kare Maula KHair Kare

Bhitar Basne Wala KHud Bahar Ki Sair Kare Maula KHair Kare

bhitar basne vaala ḳhud bahar ki sair kare maula ḳhair kare

ik murat ko chahe phir ka.abe ko dair kare maula ḳhair kare

ishq-vishiq ye chahat-vahat man ka bhulava phir man bhi apna kya

yaar ye kaisa rishta jo apnon ko ghair kare maula ḳhair kare

ret ka tuuda andhi ki faujon par tiir chala.e Tahni peḌ chaba.e

chhoTi machhli dariya men ghaḌiyal se bair kare maula ḳhair kare

soch ki kafir har murat pe jaan chhiḌakta hai bin paanv thirakta hai

man ka musalman ab qible ki janib pair kare maula ḳhair kare

fikr ki chaak pe maaTi ki tu shakl badalta hai ya ḳhud hi Dhalta hai

‘bekal’ be-par lafzon ki taḳh.il ko tair kare maula ḳhair kare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

insha-allah-khan-insha

Kinaya Aur dhab Ka Is Meri Majlis Mein Kam Kije

KHud Ko Kabhi Jo KHud Se Milana paDa Hamein

poet

Hamari Us Se Jo Surat Hui Safai Ki

KHush-Kun KHabar Ke Dhoke Mein Rakkha Gaya Mujhe

Wusat-E-Chashm Ko Andoh-E-Basarat Likkha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet