• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhari Aati Hain Har Ghadi Aankhen

Bhari Aati Hain Har Ghadi Aankhen

mushafi-ghulam-hamdani

bhari aati hain har ghadi ankhen

goya savan ki hain jhadi ankhen

nargis aath aath aansu roti hai

yaad kar vo badi badi ankhen

sharar-afshani-e-sarishk se raat

thiin miri jaise phuljhadi ankhen

juun qalam-rau rahi hain ashk-e-siyah

dekh is missi ki dhadi ankhen

‘mushafi’ dekh bad bala hai vo shokh

na mila us se har ghadi ankhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahsan-yusuf-zai

Lahar Se Lahar Ka Nata Kya Hai

poet

Daman-E-Shab Mein Sitare Chamke

Apni Jaanib Tere Dil Ke Sabhi Gham Khinchte Hain

Dhup Girne Lagi Badan Bhar Par

mansoora-ahmad

Bholi Man

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet