• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bechaini Ke Lamhe Sansen Patthar Ki

Bechaini Ke Lamhe Sansen Patthar Ki

bechaini ke lamhe sansen patthar ki

sadiyon jaise din hain raten patthar ki

pathra.i si ankhen chehre patthar ke

ham ne dekhin kitni shaklen patthar ki

gore hon ya kaale sar par barse hain

parkhi ham ne saari zaten patthar ki

nilami ke dar par bebas sharminda

ḳhamoshi men lipTi ankhen patthar ki

dil ki dhaḌkan baḌhti jaa.e sun sun kar

shishagar ke lab par baten patthar ki

andar ki ara.ish-e-nazuk kya hoga

bahar vazni hain divaren patthar ki

aao mil kar un men DhunDen adam-zad

chalti phirti jo hain lashen patthar ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ameer-pasha

Zakhm Ko Mat Kyun Nahin Karte

gulzar

Har Ek Gham Nichod Ke Har Ek Baras Jiye

Basti Mein Hai Wo sannaTa Jangal Mat Lage

poet

KHafi Raha Ya Jali Aalam-E-Shuhud Mein Tha

Main so Raha Tha Aur Koi Bedar Mujh Mein Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet