• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Samt Raston Pe Sada Le Gai Mujhe

Be-Samt Raston Pe Sada Le Gai Mujhe

iffat-zarrin poetess

be-samt raston pe sada le gai mujhe

aahat magar junun ki bacha le gai mujhe

patthar ke jism mom ke chehre dhuan dhuan

kis shahr men uda ke hava le gai mujhe

mathe pe us ke dekh ke laali sindur ki

zakhmon ki anjuman men hina le gai mujhe

khushbu pighalte lamhon ki sanson men kho gai

khushbu ki vadiyon men saba le gai mujhe

jo log bhiik dete hain chehre ko dekh kar

‘zarrin’ unhin ke dar pe ana le gai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Jag Bit Gaya Jhum Ke Aae Baadal

Tha Abas KHauf Ki Aaseb-E-Guman Main Hi Tha

Sabhi Ye Puchhte Rahte Hain Kya Gum Ho Gaya Hai

Dil Ke Aangan Mein Teri Yaad Ka Tara Chamka

poet

Koi Bhi KHud Ko Badalta Nazar Nahin Aata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet