• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Murawwat Hain to Wapas Hi uTha Le Shab-O-Roz

Be-Murawwat Hain to Wapas Hi uTha Le Shab-O-Roz

be-muravvat hain to vapas hi uTha le shab-o-roz

mujh ko bhate nahin ye tere nirale shab-o-roz

ek ummid ka taara hai sar-e-bam abhi

us ki kirnon se hi ham ne hain ujale shab-o-roz

jo tiri yaad ke saa.e men guzare ham ne

hain vahi ziist ke anmol havale shab-o-roz

dasht se ḳhaak uTha laaya tha ajdad ki main

ghar men rakkhe to hue chand ke haale shab-o-roz

dast-e-ḳhunin na kabhi vaqt uTha.e tujh par

hukm lamhon pe chala Dhaal bana le shab-o-roz

apne din-rat se mumkin hai kahan koi farar

dasht-e-vahshat men utar aur saja le shab-o-roz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Faza Mein Naghma-E-Awaz-E-Pa Hai Mere Liye

poet

Masjid Ko Mat Jaya Kar

Wo Pas Aae Aas Bane Aur palaT Gae

Saqi Bhale phaTakne Na De Pas Jam Ke

Nae Rishton Se Tu Dil Ka Makan Aabaad Karta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet