• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Misl-O-Be-Hisab Ujalon Ke Baad Bhi

Be-Misl-O-Be-Hisab Ujalon Ke Baad Bhi

poet

be-misl-o-be-hisab ujalon ke ba.ad bhi

kuchh aur maang jaan se pyaron ke ba.ad bhi

kya soch raushni se ziyada hai tez-rau

ham band rah sake na fasilon ke ba.ad bhi

tasvir se ziyada tasavvur ki umr hai

kuchh ḳhvab zinda rahte hain ankhon ke ba.ad bhi

phir ḳhauf se be-fikr hi karna paḌa use

badli na meri qaum azabon ke ba.ad bhi

chaho agar amaan to hazir hai mera dil

mazbut hai ye qila daraḌon ke ba.ad bhi

aqaliyyaton ke jaise ḳhuda ki tarah hain ham

sabit na ho sake jo havalon ke ba.ad bhi

qaidi mohabbaton pe yaqin kis tarah rakhen

milti hai kab riha.i sazaon ke ba.ad bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sabza-E-KHat Hai Payambar ruKH Hai Quran-E-Bahaar

Ye Zard Phul Ye Kaghaz Pe Harf Gile Se

Main Gharq Wahan Pyas Ke Paikar Ki Tarah Tha

Badli Hui Nazron Se Ab Bhi Andaz Purane Mange Hai

Ahd-E-Junun Mein baiThe baiThe Jo Ghazlen Likh Dali Thin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet